Bahut ho gaya en policians ka ghinona khel,ab to inki surat se bhi
nafrat ho gayi hai. Mere bus me ho to mai inhe kbhi dekho hi nahi.
Nihayat hi dhikebaaz aur kamine type ke typical haiwaan ho gaye
hai. Apni aayashiyo ke siwa kuch dikhta hi nahi hai. Dinbhar
bharstachar ki unnatti me lage e haiwaan humari aur tumhari kya
unnatti krenge. Badlav ki maang aa rhi hai mahaj 64 saalo me en
kamino ne sirf aur sirf apna pet bara kiya hai. Lakin inki galtiyo
se bhi badi galti humari hai jo..
116 days ago