Doston ka dost hoon,
Dusmano ka bhi dost hoon,
Parion ke liye sazada hoon
Hasinao ki fariyaad hoon.
Phulo se rangat leta hoon,
Kaliyon ke sang rahta hoon,
Sabka main pyara hoon,
Bina tumhare adhura hoon,
Har dil par raaz karna meri manzil hai,
Mujhe dil nakal pana behad muskil hai,
Tum sabke liye main ek payara sa sawal hoon,
Main aur koi nahi, sirf tumhara MRINAL hoon…!