Some of the catchy slogans direct from India Gate ... Hoo hoo haa
haa, Kapil Sibbal Chuhaaaa! Manmohan Singh ek kaam karo, chudi
pehen k dance karo!! Sonia jiski mummy hai, wo sarkar nikammi hai!
Gali ka kutta kaisa ho, kapil sibbal jaisa ho!! Manmohan jiska tau
hai, wo sarkar bikau hai!! Desh ka yuwa jaag gaya, dekho Rahul bhag
gaya! Corruption -->Virus, Anna -->Anitvirus! ! And the best
one to shout near the police.... Ye ander ki baat hai, police
hamare saath hai!!
271 days ago