Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujko, Apni Nazron Mein Basa Kar
Na Giraana Mujko ! Tumko Aankhon Mein Tasavur Ki Tarah Rakhta Hoon,
Dil Mein Dadhkan ki Tarah Tum bhi Basana Mujko ! Baat Karnay Mein
jo Mushkil ho Tumhay Mehfil Mein, Main Samajh Jaaonga Nazron Say
Bataana Mujko ! Vaada Utna Hi Karo Jitna Nibha Saktay Ho, Khawab
Poora jo na ho woh na Dikhana Mujko ! Apnay Rishtay ki Nazaakat ka
Baram Rakh Lena, Main to Aashiq Hoon Deewana na Banana Mujko !
Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Muj
534 days ago